Mobile Phone ne Zindagi Bacahali



kabul : aaj kal ke jadeed dormin har koi chahta hai ke is ke paas smart phone ho. mager Smart phone aap ki zindagi nahi bachata, ulta usay bacha kar rakhna parta hai. mobile ho to aisa jo apni qurbani day kar maalik ki zindagi bacha jaye .


Afghan dar-al-hakoomat kabul mein golian chalein to bhagdar much gayi, shehri jaan bachanay ke liye bhage. aik goli aisi bhi chali jo kisi ki jaan le sakti thi mager mazboot mobile phone ke baais goli is mein pyost ho gayi aur woh shakhs mehfooz raha .

Micorsoft ke general manager Peter skillman ne samaji rabton ki Website twitter per tasweer share ki jis mein Nokia 301 mobile phone mein aik goli pyost dekhi ja sakti hai. Peter na likha ke aik aisay phone ne jis prmin ne chand saal pehlay kaam kya tha, guzashta haftay Afghanistan mein aik shehri ki jaan bchali .



For More Details Visit:  Mobile Phone ne Zindagi Bacahali

Comments

Popular posts from this blog

Islamabad Lockdown SheikhRasheed Lal Haveli

Top News Today - Pakistan Breaking News

Murder investigation: Arrest warrants for Ayyan Ali issued